Kuch samwaad, kuch kisse, kuch kahaniyan.
Mai door Khada tumhari aankhon mein dekh raha hoon. Mujhe mai dikhai deta hoon, Udaas, Hataash...
Is tez tarrar duniya mein bahut dheemi raftaar se chalna hai mujhe, mano jaise koi 90's ka Aashiq hoon.
Sawalo ka antt hai jawab, Jawabon ka antt kya hai? Is sawal ka jawab dhundte hue is rachna se mulakat hui meri ❤️
This one is in Bangla. Meri tum par kavitayein likhne ki aadat par hai ye.
Mai aankhein moond kar baitha hoon kamre mein, ek kone se bahut tez roshni aankhon mein chubh rahi hai..
Chitrakaar dekha hai tumne? Bina canvas ka chitrakaar..
Ek Ladki hai, behad khoobsurat. Mujhe bahut pasand hai. Bahut himmat juta kar use apne dil ki bat batane ja raha hoon. Uska Haan bolna kisi lottery jeetne ke barabar hai mere liye, lekin kya meri kismat itni acchi hai?
Mere pasandida lekhak Manav Kaul aur unki kitabon ki ek kahani❤️
Ek khayal hai jo mere sath hi tha pichli rat tak. Uska pata chale to Lost and Found mein inform kijiyega.
Mere kamre ke ek kone ki kahani hai ye. Wo jo poore ghar se alag hai❤️
Tumhare aur mere beech ke space ko khatam karne ki jaddojahat.